Posts

Showing posts with the label hifazat

Hifazat ki Dua

Image
Jab aapki jindagi mein sab kuch sahi chal raha hota hai aur aapki zindgi khushnuma hoti hai tab aapko apne dushmano se thoda satark rahne ki jaroorat hoti hai. Lekin jyadatar log aisi baton ko halke mein le lete hein aur baad mein apna sab kuch gava baithte hein. Misaal ke taur par agar aap ek ameer aadmi hein ya fir aapka karobar ekdam sahi chal raha hota hai tab kai logon ki buri nazar aap par hoti hai. In logon ka ek hi maqsad hota hai aur wo hai aapko poori tarah se barbad kar dena. Aise mein agar aapke paas hifazat kidua nahi hain to aapke dushman ke liye aap par waar karna asaan ho jata hai. Agar aapke paas hifazat ki dua hai to aapko bilkul bhi ghabrane ki jaroorat nahin hai, aapka dushman aapka baal bhi banka nahin kar paega. Hifazat ki dua ek aisa upay hai jo khaskar dushmanon aur buri nazar se nijat pane ke banaya gaya hai. Aapne aksar aisa dekha hoga jab kisi insaan par uske dushman ki buri nazar padti hai to wo insaan poori tarah se barbad ho jata hai. Uska ghar...